Tuesday, 27 May 2014

suljaen be-dili se ye

Suljaen be-dili se ye uljhe howe sawal
Wahan jae ya na jae? na jae k jae hum

Monday, 26 May 2014

janon ma hitni b gyazri

Janon ma jitni b guzri, bakar guzri hai
Agarchy dil pe kharabi hazar guzri hai

Friday, 23 May 2014

maqam faiz, koi rah ma

Maqam faiz, koi rah ma jacha hi nhe
Jo koye yar se nikle to soye dar chly

dil na-umeed to nhe

Dil na-umeed to nahe, nakaam he to hai
Lambi hai gham ki sham mgr sham he to hai

Thursday, 22 May 2014

ayee to yun k jaise

Ayee to yun k jaise hamesha thy mehraban
Bholy to yun k goyaa kabhi ashna na thy...


Wednesday, 21 May 2014

nigah-e-shoq sar-e-bazam

Nigah-e-shoq sar-e-bazam be-hejab nhe
Wo be-khabar he sahi itne be-khabar b  nhe

Tuesday, 20 May 2014

galyoon ma phera krty

Galyoon ma phera krty the do char dewane
Har shakhs ka sad chak libada to nahe tha

ishq minat kash qarar nhe

Ishq minat kash qarar nhe
Husn majbor-e-intezar nhe

chand dekha teri ankhon ma

Chand dekha teri ankhon ma, na honton pe shafaq
milti julti hai shab-e-gham se teri deed ab ke.........

ab jahan mehraban nhe koi

Ab jahan mehraban nhe koi
kocha-e-yar mehraban hai wahi

aur kuch dir na guzry

Aur kuch dir na guzry shab-e-furqat se kaho
Dil b kam dhukta hai, wo yad b kam ata hai

aaj tak sheikh k akram

Aaj tak sheikh k akram ma jo shee thi haram
Ab wahi dushman den, rahat-e-jan tehri hai..

tera he aqs hai un ajnabi

Tera he aqa hai un ajnabi baharon main
Jo tery lab, tery bazoo, tera kinaar nhe

faqeh-e-sheher se myy ka jawaz

Faqeh-e-sheher se myy ka jawaz kya pochen
K chandani ko b hazrat haraam kehty hain....

subha ki aaj jo rangat hai

Subha ki aaj jo rangat hai wo pehle to na thi
Kya khabar aaj khuraman sar-e-gulzar hai kon

saba ne phir dar-e-zandan

Saba ne phir dar-e-zandan pe aky di dastak
Sahar qareeb hai dil se kaho na ghabraye

Monday, 19 May 2014

bhegi hai raat faiz ghazal

Bhegi hai raat faiz ghazal ibteda karoo
waqt-e-sarod, dard ka hangam hi to hai

ye jafa-e-gham ka chara

Ye jafa-e-gham ka chara, wo najat dil ka alam
Tera husn dast-e-esaa, teri yad royee maryem

Sunday, 18 May 2014

dhal chuki raat, bikharny laga

Dhal chuki raat, bikharny laga taroon ka ghubar
Larkharany lagy ewaanon ma khwabeda charagh

veeran hai mekada

Veeran hai mekada, kham-o-saghar udas hai
Tum kya gaye k rooth gaye din bahaar k......

aaj ki sham wasal ki shab hai

Aaj ki shab wasal ki shab hai
Dil se har roz dastan hai wahi

waheen lagi hai jo nazuk

Waheen lagi hai jo nazuk maqam thy dil k
Ye farq dast-e-adoo k gazand kya kaarty

tehri howi hai shab ki sayahi

Tehri hoowi hai sham ki sayahi wahi magar
kuch kuch sehar k rang purafshan howy to hai

phir hareef-e-bahar bethay ho

Phir hareef-e-bahar bethay ho
Jany kis kis ko aaj roo bethay

faiz phir kab kc maqtal

Faiz phir kab kc maqtal ma karengy abad
Lab pe veran hai shahedon k fasany kb se

unhi k faiz se

Unhi k faiz se bazar-e-aqal roshan hai
Jo gah gah janoon ekhtiyar karty rahy

yun fiza mehki

Yun fiza mehki k badla mery hamraz ka rang
Yun sajaa chand k jhulka tery andaz ka rang

na gayi teri be-rukhi na gayi

Na gayi teri be-rukhi na gayi
Hum teri arzoo b kho bethy..

gham-e-jahan ho,

Gham-e-jahan ho, gham-e-yar ho k teer sitam
Jo aye, aye ky hum dil kushada rakhte hain....

ab jahan mehraban nhe koi

Ab jahan mehraban nhe koi
Kocha-e-yar mehraban hai wahe

Saturday, 17 May 2014

sham gulnar howi jati hai

Sham gulnar howi jati hai dekho to sahe
Ye jo nikla hai leye mashghal-e-rukhsar hai kon

sakht veeran hai mehfil-e-hasti

Sakht veeran hai mehfil-e-hasti
Ay gham-e-dost to kahan hai aj

Friday, 16 May 2014

Jo hum pe guzri so guzri

Jo hum pe guzri so guzri mgr shab-e-hijran
Hamary ashk teri aqibat sanwar chalayy....

hajar ki shab to kat he hayegi

Hajar ki shab to kat he jayegi
Roz e wasal e sanam ki bat karo
faiz ahmed faiz
faiz ahmed faiz

Thursday, 15 May 2014

kab mehkygi fasl e gull

kab mehkygi fasl e gull, kab behkyga mekhana
kab subhe sakhan hogi, kab sham e nazar hogi

faiz ahmed faiz
faiz ahmed faiz

Wednesday, 14 May 2014

Lo suni gayi hamari

lo suni gayi hamari, yun phire hai din k phir se
wahi gosha e qafas hai, wahe fasl e gull ka matam
lo suni gayi hamari
faiz ahmed faiz

aur kya dekne ko baqi hai

aur kya dekne ko baqi hai
apse dil laga k dekh leyaa